Mujhe apne buzurgo (Purvaj/forefathers) ki ita’at (Pairvi/Anusaran/followship) kab nahi karna chahiye ?

Mujhe apne buzurgo (Purvaj/forefathers) ki ita’at (Pairvi/Anusaran/followship) kab nahi karna chahiye ?
 

 “Aur jab unse kaha jata hai ki, ALLAH ne jo kuch utara hai uski ita’at karo, to kehte hain
Nahi, balki ham to uski ita’at karenge jis par hamne apne baap-dada ko paya. Kya us haal me bhi jabki unke baap-dada kuch akl/dimag se kaam na lete rahe ho aur na seedhey raah par rahe ho ?”

Quran(Sura Baqra 2/170)

“aur jab unse kaha jata hai ki us cheez ki aur aao jo ALLAH ne naazil ki hai, aur Rasool ki aur, to wo kehte hain
Hamare liye to wo hi kaafi hai jis par hamne apne baap-dada ko paya hai. Kya agar unke baap-dada kuch bhi na jaante ho aur na seedhey raah par ho ?”

Quran (Sura Muhmmad 47/21)

ALLAH HAME HAQ BAAT SAMJHNE KI AUR SAHI AMAL KARNE KI TOFFIK ATA FARMAYE AAMIN......
Post a Comment (0)
Previous Post Next Post